How to convert Pdf file to Word | Microsoft Word



Hello Friends,
Sochiye aapke pass PDF file he jo aapko bahut upyogi he or aapko us PDF me kuchh changes krne he, ab yahi file aapko WORD format me chahiye.
hum yaha pe 2 tarike se PDF file ko Word me convert krenge, Google Docs or Microsoft Ofiice 2016 ko use krke


1 Using Google DOCs



Step1: Aaapki jo PDF format ki file he usko google drive me upload krna he.Google drive me sign in kar na he. usme my drive ke down aero pe click krne se drop down list khulega. usme se aapko upload files select krnahe.

Step 2:Uplod files pe click krne ka bad aapke PC ki screen pe ek window khulegi. Jisme aap ko aapki PDF file select krni he, jise aap ko word me chahiye. Humne yaha pe sample file select kri he aur file select krne k bad aap ko opne pe click kran he.


Step 3:  Ab aapki sample PDF file google drive me dikhegi. ab aapki PDF vali file pe right click krna he. USe Open WIth pe jana he aur google docs pe click krna he.


Step 4:Ab ek nayi tab khule gi jisme aapki file dikhegi same as PDF file but word format me. ab aapko file pe click krnahe or usme se aapko download as pe click krne se ek side bar open hoga jisme se aapko Microsoft Word wala option select krna he. jisjse aapki PDF file Word me convert ho jayegi.





Yaha pe aapki word file me thoda specing un balanced ho jayega jo thik krana hoga.

pdf file se jab word me convert krte time pe pdf ka decoding word me encode hota he or isiliye hume kuchh jyada specings manage krni pdti he or jo pdf me table hota he wo Word me encode nahi hota he.

Agar Koi Photo PDF file me hoga or usko Word me convert krenge to wo word me encode nahi hoga.

2 Using Microsoft Office 2016


Hamne upar dekha k hamara PDF file Word me conver ho gya pr specoings ki problems or images ki problems rheti he. Microsoft Office 2016 ko agar use krenge to hamari yew problem bhi solve ho jayegi.

Ye bahot hi simple tarike se aap ki PDF file ko Word me convert kr dega or without kisi problem ke.
Step 1: To huma yaha pr Microsoft Office 2016 open krte he or is me Blank Document Select krte he.

Step 2:ab Files me OPEN fir Browse or aapko jo file convert krni he use select kijiye.(Mene yaha pe flight ki ticket select kri he) then open pe click kijiye.

Step 3:Open pe click krne k bad ek message aayega ki PDF file ko Word me Kulne me time lagega(approx 1 to 2 minutes), isko OK kr dena he.

Step 4: Approximately same as PDF File aapko milegi.
PDF File:                                                                      



Same In word Format



Thank You

No comments:

Post a Comment